Gaaiye Ganpati Jagvandan Lyrics In English

Gaaiye Ganpati Jagvandan Lyrics

Gaiye Ganapati Jagvandan।
Shankar Suvan Bhavani Ke Nandan॥

Siddhi Sadan Gajvadan Vinayak।
Krapa Sindhu Sundar Sab Layak॥
Gaiye Ganapati Jagvandan।
Shankar Suvan Bhavani Ke Nandan॥

Modak Priy Mud Mangal Data।
Vidya Baridhi Buddhi Vidhata॥
Gaiye Ganapati Jagvandan।
Shankar Suvan Bhavani Ke Nandan॥

Mangat Tulasidas Kar Jore।
Basahin Ramasiy Manas More॥
Gaiye Ganapati Jagvandan।
Shankar Suvan Bhavani Ke Nandan॥

Gaiye Ganapati Jagvandan।
Shankar Suvan Bhavani Ke Nandan॥

Rate this post
See also  Phoolon Se Sajaya Darabar Gajanan a Jana Lyrics ( English )

Leave a Comment